Panic attack

483 54 104
                                    

Here Anirudh was in his room and was in his own thoughts.

Anirudh ( in mind ) - Nahi.....nahi ye sab toh bilkul ulata ho raha hai.......... Bondita ko bachane ke chakkar mein ussi ke dukh ka karan Banta ja raha hu ! Ye mene ek Ma ke sath bilkul theek nahi kiya ! Mujhe khuch karna hoga ! Mujhe abhi Bondita ke pass Jana hoga aur saara sach..........

His back was facing the door. He turned to see Bondita there staring him coldly. He saw that she was holding the gun straight infront of him. As soon as he saw Bondita kept the gun on Anirudh's head and held his color but she didn't hurt him.

' Aaj se mere har niraay mein tum shaamil hogi Bondita '

' Mein banaunga tumhe Barrister babu Bondita '

' Toh aaj se mein tumhare Sakha Babu aur tum meri Sakhi'

Bondita was remembering all her golden days with her Sakha Babu.

Anirudh - Kya hua Bondita? Tum mujhe yaha Marne aayi thi na toh maaro. Chalao banduk !

Bondita got out of her trance and was staring him.

Rishta ! Rishta ! Rishta ! Band karo, band karo rishto ki duhaai dena Bondita Das.'

'Hamare beech koi rishta nahi , na koi rishta tha aur na koi rishta hai.'

'Mujhe kaha le ja rahe ho !! Mujhe meri Ma ke pass Jana hai'

'Ma !!!!!'

' Maar diya tumhari beti ko dada ne '

At last thought she threw the gun and held Anirudh's color tightly.

"Ha Marne ki aayi thi mein yaha uss insaan ko jisne meri beti ko mara tha! Par..........."

Bondita starts crying. She didn't loose the grip of Anirudh's color.

Bondita - Kyu ! Kyu Kiya tumne aisa
Anirudh Roy Choudhury !

Anirudh was at first shocked because Bondita never called him by his name.

Bondita - Aree.....marna hi tha toh mujhe maar dete.......meri masoom bacchi ko beech mein laane ki kya zaroorat thi. Choti bacchi thi vo........kya janti thi vo iss dushmani ke baare mein.......... vo toh sirf apni Ma ke sath rehne aayi thi. Ghar se toh mein bhaagi thi na ! Toh saza bhi toh mujhe milni chahiye thi ! Uss choti si bacchi ko kis baat ki saza di tumne !

Anirudh - B..Bondita..........mm..mein

Bondita - apne iss muh se mera naam mat lena !

Anirudh - mm..meri baat toh suno...vo
vo.....mein.....

Bondita - kehne sunne ko ab bacha hi kya hai !

Anirudh - Bondita meri baat toh suno, mene jo bhi kiya vo tumhari bhalai ke liye kiya vo Chand.............

Bondita - Tum samajh rahe ho Anirudh Roy Choudhury tumne ek bacchi ki hatya ki hai......meri beti ki hatya ki hai

Thud !!!!!!!

Bondita slapped Anirudh.

Anirudh - Bo....Bon..... Bondita.....tum..

Bondita - aur fir tum kehte ho ki ye sab tumne meri bhalai ke liye kiya !

Thud !!

A slap again landed on Anirudh's cheeks.

Bondita - Meri beti ko mujhse chhin kar kon si bhalai ki hai tumne meri !

She again raised her hand but this time she couldn't able to slap him.

Her hands started trembling, she was sweating, her face has become red, her heartbeat were so loud that Anirudh too can hear them in the rooms silence. Bondita was having difficulty in breathing and was breathing heavily.

Anirudh went towards her

Anirudh - Bondita! Tum theek..........

Bondita signalled him to stop where he was. Then Bondita spoke still breathing heavily.

Bondita - mm....mere......mere..pass...mat aaana....

She kept her hands on her chest and screamed. By this Anirudh got more scared.

Anirudh - Bondita....tumhe kya ho raha hai..... please mujhe dekhne do !

But Bondita was also stubborn. She didn't let him even touch her. Then suddenly.

Thud !!!

Bondita!

Bondita went unconscious. Anirudh came and took her face in his lap and started tapping softly.

Anirudh - Bondita ! Bondita ankhien kholo Bondita ! Hosh mein aao !Mujhse baat karo !

He called the doctor without getting noticed by any family member.

Doctor came and checked Bondita. Doctor was very serious while checking Bondita.

Anirudh - Doctor sab theek toh hai na?

Doctor - Barrister babu mene apse pehle hi kaha tha ki Bondita depression mein hai aur agar usse aur dukh pauchaya toh halat bigad sakti hai, mene apko panic attacks ke baare mein bhi bataya tha. Jo bhi apne abhi dekha ussi ko panic attacks kehte hai. Panic attacks mein hi insaan ke haath pair kapne lagte hai, saans nahi aati, Dil ki dhadkane bahut zyada badh jaati hai aur chest mein achanak se dard hone lagta hai.

Anirudh was just standing there and was listening to all this quitely.

Doctor - aur ek aur baat jo apke liye Janna bahut zaroori hai.

Anirudh - Ji

Doctor - Bondita ko severe depression hai. Please uska dhyan rakhna kyuki ab Bondita ko sabse jyada khatra khud Bondita se hai. Vo apni hi Jaan lene ki koshish kar sakti hai.

Anirudh - Okay doctor mein dhyan rakhunga .

Doctor - ye khuch dawai hai, agar panic attack jyada der Tak rahe toh ye Bondita ji ko de dijiyega.

Anirudh - Thank you Doctor.

Saying this Doctor left. Anirudh lifted her up in the bridal style and took her to his room.

______________________________________

Hello guys if you liked the chapter then please vote and comment. Tell me about your opinion or your guesses. It will give me motivation to write another chapter as soon as possible. Thank you so much for reading.

Precap -

Anirudh - tumhe araam karna chahiye, jao jakar kamre mein so jao.

"Bondita ab kamre mein nahi mere sath jayegi !"

Not beside you Where stories live. Discover now