..12..

27 0 0
                                    

Heyyyyy

Itna pyar tujhe main karti hun tu samjhta kyu nhi tere bina main kuch nhi hun ye batana mushkil sa lagta hai
pyar to tere hi karti hun ye batana itna aasan hota to bata Diya hota lekin batana mushkil sa lagta hai is mushkil ki tu aasan kar ek baar keh tu mujhe mera lagta hai




Bass aise hi likh diya bro shayri nhi aati isliye Maine try bhi nhi Kiya Jo maan mein aaya likh rakhi hunn

Sorry Maine faltu time Kiya aur abhi bhi kar rahi hun chalo fir shuru karte hai




Author pov

Finally wait is over our two cutie pie aur getting married

Riya: Bhabhi jaldi tayar hoye

Priya(maa saa): Kiara tayar ho gyi

Riya: nhi maa saa wo abhi ho Rahi hai makeup baki hai baal karna bass 1 ghanta

Priya: hann jaldi tyar karao usko warna muhurat nikla to fir nhi aana

Ansh: meri maa itna kyu tension lere ho aur ladke Wale ki taraf se ho ap ye bhul gye kya to jake apne ko dekho

Priya: mera beta hai main janti hun usko tayar ho gya hoga ab tak wo tere jaisa dramebaaz nhi hai mera baccha

Ansh: Han Han wahi ache hai main to bahut bura hun

Priya: aisa nhi hai tum 3 mere bacche bahut ache ho lekin Vicky ko kuch jada pressure hai sab cheez ka

Riya: ap keh to sahi rahe ho

Ansh:Hmm

Priya: 1 ghante baad Kiara ko leke niche aao aur tu ansh mera baccha apne bhai ko leke aajana

Ansh: jaisa ap kahein madam

Riya: okk maa main aur rohi leke aa jayenge

Priya: hann to main dekhke aati hun niche ka sab hua ya nhi

Ansh: maa apko pata hai hum chahte the ye shadi Puri duniya k samne ho lekin nhi hua aisa kuch bhi

Priya: Vicky ne Kiya hai to usne soch k hi Kiya hoga naa

Tunisha: haan bass shadi pata nhi kya soch k kar rahein hai

Riya: maa ap jante ho yaha kitne logon ko jalan ho Rahi hai aur mujhe to bhai ki choice humesha se pasand hai aur bhabhi to unhone best chuni hai I m proud of my bhaii aur yaha k hukum sa

Priya: haan thik hai main jati hun ab

Priya left after this

Tunisha: main kyu jalungi

Ansh: riya ne to kisika naam nhi liya fir tumne khudh ko dush kyu diya

Riya: oops ansh kaise bhul sakta hai Bhai se to tunisha shadi karna chahti thi lekin koi naa tunisha tum jalo mat abhi baad mein mandap k wo aag k sath jal Jana kyuki uske baad jalne k alawa kuch bachega nhi tumhare pass

Ansh: Han tum sahi bol rahi ho

Dhruv: kya ho Raha hai yaha par

Only MineWhere stories live. Discover now